मगध विश्वविद्यालय में नये कुलसचिव ने दिया योगदान, कहां -सभी का सहयोग जरूरी एमयू को आगे बढ़ाना है लक्ष्य: डॉ चतुर्वेदी Mujhe Jahan Bhi Karya karne ka mauka mila hai yahan Kuchh naya karne ka Prayas kiya hun Magadh Vishwavidyalay khoi Pratishtha ko Kayam Karna Ho Nahin balki Aage badhane ka Lakshya Hai Asha hai ki mujhe Sabhi log Sahyog kar lenge main Vishwas dilata Hun Ki Humse Shikayat ka avsar Nahin Milega ukt baten Magadh Vishwavidyalay ke naye kul Sachiv doctor Ved Prakash Chaturvedi Ne Shukrawar ko Mukhyalay Mein yogdan dene ke bad Kahin unhone kaha ki Nek ke karyon ko prathmikta di Jayegi…||
BSc aur BCom part Van session 2019 22 pending Walon ka result A chuka hai niche Diye Gaye link ka Sahyog Karke aap apna result dekh sakte hain
बीए और बीएससी /बीकॉम पार्ट-III की परीक्षा 17 मार्च 2023 से शुरू, सभी प्रश्न सब्जेक्टिव टाइप नो ओएमआर शीट और चार सेट के प्रश्न पत्र होंगे।
Holi ke bad Shuru Hogi snatak dwitiya V tritiya Khand ki parikshaen 2018 21 and 2019 22 Pariksha Mein Shamil Honge Dedh lakh parikshartari taiyari Shuru Magadh Vishwavidyalay Mein pichhadte 17 ko Patari per laane ki kavayat ke tahat Mau ke Pariksha Shakha Holi ke bad snatak dwitiya Khand 17 2019 ki Pariksha Shuru karane ki taiyari Mein jut Gaya Hai Pariksha lagbhag.. Telegram Join
Bihar Board 12th Result 2023 Check (रिजल्ट लिंक) – यहां से सभी छात्र इंटर का रिजल्ट करें चेक
Magadh University ke Pariksha niyantrak doctor Anand Kumar Singh ne bataya ki snatak dwitiya Khand vashrit Khand ki parikshaen Holi ke bad Shuru kara Di Jayegi iske liye Pariksha form Jama Kiye Ja Rahe Hain unhone bataya ki Matric ki Pariksha Ke Karan jyadatar collegon Mein Pariksha ka center hone ke Karan snatak ki Pariksha aayojit Nahin Ki Ja sakti hai is Karan Prayas hai ki Holi ke bad ukt donon Shatru ki lambit parikshaon ka
aayojan karaya Jaaye iske liye taiyari Shuru kara Di Jayegi Pariksha form Jama karne ki prakriya puri hote hi admit card banne lagega Pariksha Mein lagbhag Dedh lakh Chhatra chhatraon ke Shamil hone Ki ummid Hai Pariksha Kendra ne bataya ki unke Sath natak ke liye Pariksha form Jama karne ki prakriya Shuru kara Di Jayegi..||
Vishwavidyalay dwara prapt satyapit Suchi ke Alok Mein sambandh Mahavidyalay ki Suchi download Karen. Click here
PM Kisan 13th Installment News, होली से पहले जारी होगी पीएम किसान सम्मान निधि योजना की 13वीं किस्त
Bank बैलेंस कैसे चेक़ करें :अब घर बैठे किसी भी बैंक का बैलेंस चेक़ करें सिर्फ 2 सेकंड में